Hui Takhir To Kuchh Bais-E-Takhir Bhi Tha
Huī tāḳhīr to kuchh bā.is-e-tāḳhīr bhī thā Aap aate the magar koī ināñ-gīr bhī thā Tum se bejā hai mujhe apnī tabāhī kā gila Us meñ kuchh shā.iba-e-ḳhūbi-e-taqdīr bhī thā…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Huī tāḳhīr to kuchh bā.is-e-tāḳhīr bhī thā Aap aate the magar koī ināñ-gīr bhī thā Tum se bejā hai mujhe apnī tabāhī kā gila Us meñ kuchh shā.iba-e-ḳhūbi-e-taqdīr bhī thā…
Hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle Bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle Dare kyuuñ merā qātil kyā rahegā us kī gardan par Vo ḳhuuñ…
Dil Ka Koi bhi Tukada Kabhi Dil Se Juda nhi Ho sakta hai Achha, Bura jesa bhi hota hai Tukada to Dil ka hai or Dil ka Hi rahta hai..
Havas ko hai nashāt-e-kār kyā kyā Na ho marnā to jiine kā mazā kyā Tajāhul-peshgī se mudda.ā kyā Kahāñ tak ai sarāpā naaz kyā kyā Navāzish-hā-e-bejā dekhtā huuñ Shikāyat-hā-e-rañgīñ kā…
Hasad se dil agar afsurda hai garm-e-tamāshā ho Ki chashm-e-tañg shāyad kasrat-e-nazzāra se vā ho Ba-qadr-e-hasrat-e-dil chāhiye zauq-e-ma.āsī bhī Bharūñ yak-gosha-e-dāman gar āb-e-haft-dariyā ho Agar vo sarv-qad garm-e-ḳhirām-e-nāz aa jaave…
Harīf-e-matlab-e-mushkil nahīñ fusūn-e-niyāz Duā qubūl ho yā rab ki umr-e-ḳhizr darāz! Na ho ba-harzah bayābāñ-navard-e-vahm-e-vajūd Hanūz tere tasavvur meñ hai nasheb-o-farāz Visāl jalva tamāshā hai par dimāġh kahāñ Ki diije…
Hasad se dil agar afsurda hai garm-e-tamāshā ho Ki chashm-e-tañg shāyad kasrat-e-nazzāra se vā ho Ba-qadr-e-hasrat-e-dil chāhiye zauq-e-ma.āsī bhī Bharūñ yak-gosha-e-dāman gar āb-e-haft-dariyā ho Agar vo sarv-qad garm-e-ḳhirām-e-nāz aa jaave…
Hai vasl hijr ālam-e-tamkīn-o-zabt meñ Māshūq-e-shoḳh o āshiq-e-dīvāna chāhiye Us lab se mil hī jā.egā bosa kabhī to haañ Shauq-e-fuzūl o jur.at-e-rindāna chāhiye Ashiq naqāb-e-jalva-e-jānāna chāhiye Fānūs-e-shama ko par-e-parvāna chāhiye
Har qadam dūri-e-manzil hai numāyāñ mujh se Merī raftār se bhāge hai bayābāñ mujh se Dars-e-unvān-e-tamāshā ba-taġhāful ḳhush-tar Hai nigah rishta-e-shīrāza-e-mizhgāñ mujh se Vahshat-e-ātish-e-dil se shab-e-tanhā.ī meñ Sūrat-e-dūd rahā saaya…
Hairāñ huuñ dil ko ro.uuñ ki pīTūñ jigar ko maiñ Maqdūr ho to saath rakhūñ nauhagar ko maiñ ChhoḌā na rashk ne ki tire ghar kā naam luuñ Har ik…